Bekhayali - Sachet Tandon Lyrics

Singer Sachet Tandon
Singer Sachet-Parampara
Music Kalyan Baruah and Sachet - Parampara
Song Writer Irshad Kamil

Bekhayali main bhi tera
Hi khayal aaye
Kiyu bisadna hai jaruri
Ye sawal aaye

Teri nazdikiyo ki khusi
Behisab thi
Hisse mein fasle
Bhi tere bemisal aaye

Main jo tumse dur hu
Kiyun dur main rahu
Tera gurror hu uun

Aa tu faansala mita
Tu khwaab sa mila
Kiyun khwaab tod du

Bekhayali main bhi tera
Hi khayal aaye
Kiyu bisadna hai jaruri
Ye sawal aaye

Thoda sa main khafa hi gaya
Apne ap se
Thoda sa tujpe bhi
Bewajah hi malal aaye

Hai ye tadpan hai ye uljan
Kaise jee lu bina tere
Meri ab sabse hai aan ban
Bante kiyu ye khuda mere ull


Ye jo log bag hai
Jungle ki aag hai
Kiyu ag mai jalu

Ye nakam pyar mein
Khush hai ye har mein
In jaisa kiyu babu

Raatein dengi bata
Neemdon me teri hi baat hain
Bhulu kaise tuje
Tu to khayalo mein sath hai

Bekhayali main bhi tera
Hi khayal aaye
Kiyu bisadna hai jaruri
Ye sawal aaye

Nazar ke aage har ak manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zehar ki tarah utar raha hai

Nazar ke aage har ak manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zehar ki tarah utar raha hai

Aa zamane azma le rutha nehi
Faaslon se hosla ye toota nehi
Na Hai wo bewafa Aur na main hu bewafa
Wo meri aadaton ki tarah Chutata nehi