Koi Khata - Saurabh Gangal & Anushka Gupta Lyrics
Singer | Saurabh Gangal & Anushka Gupta |
Singer | Abhishek Gupta |
Song Writer | Saurabh Gangal & Anushka Gupta |
Hathon mein hath the
Tab bisre hai hum
Kiyu kaise kab hua
Ye bata
Dil toh na sah raha tha
Phir saha kiyu humne
Kiyu aisa kiya hua
Ye bata
Kuch kehna hai tumse
Sun toh lo ekdafa
Kya kuch na basa hai darmiya
Kya main batao tujhe
Khud hi hoon main gam jada
Teri hi he ya meri koi khata
Kya main batao tujhe
Khud hi hoon main gam jada
Teri hi he ya meri koi khata
Mil na rahi hasne ki wajah
Tujh se hi thi meri dasta
Har pal barh raha
Sine mein dard sa
Sab kuch kho gaya
Kuch bhi na bada
Kya pahusche gi khuda tak
Ye arziyan
Kya main batao tujhe
Khud hi hoon main gam jada
Teri hi he ya meri koi khata
Hona tha jo wo ho hi gaya
Saha tha na jo wo mil hi gaya
Dil ye keh raha dil ki suno
Yu sup na raho kuch to kaho
Kya dikh na rahi hai dooriyan
Kya main batao tujhe
Khud hi hoon main gam jada
Teri hi he ya meri koi khata
Kya main batao tujhe
Khud hi hoon main gam jada
Teri hi he ya meri koi khata
0 Comments